Shree Laxmi Chalisa Lyrics. The Latest Hindi Devotional Song (Bhakti Song) is Sung by Prithu Tiwari. And Music Lyrics is written by Traditional. And Song Composed by Arghya Banerjee. Music Label by Apni Dhun Devotional.
Song: | Shree Laxmi Chalisa |
Singer: | Prithu Tiwari |
Lyrics: | Traditional |
Music: | Arghya Banerjee |
Shree Laxmi Chalisa Lyrics – Prithu Tiwari
Maatu Lakshmi Kari Kripa Karo Hridaya Mein Vaas
Manokamna Siddh Kari Paruvahu Meri Aas
Yahi Mori Ardas Hath Jod Vinati Karun
Sab Vidhi Karu Suvas Jai Janani Jagadambika
Sindu Suta Main Sumirau Tohi Gyan Buddhi Vidya Do Mohi
Tum Samaan Nahi Koi Upkari Sab Vidhi Puravahu Aas Hamari
Jai Jai Jagat Janani Jagadamba Sabake Tum Hi Ho Svalamba
Tum Hi Ho Ghat Ghat Vaasi Vinati Yahi Hamari Khaasi
Jagajanani Jai Sindhu Kumaridinan Ki Tum Ho Hitakari
Vinavaun Nitya Tumahin Maharani Kripa Karau Jaga Janani Bhavani
Kehi Vidhi Stuti Karaun Tihari Sudhi Lijai Aparadh Bisari
Kripa Drishti Chitavavo Mam Ori Jaga Janani Vinati Sun Mori
Gyan Buddhi Jai Sukh Ki Data Sankat Haro Hamari Mata
Kshirasindhu Jab Vishnu Mathayo Chaudah Ratna Sindhu Mein Payo
Chaudah Ratna Mein Tum Sukharasi Seva Kiyo Prabuhi Bani Dasi
Jab Jab Janma Jahan Prabhu Linha Roop Badal Tahan Seva Kinha
Svayan Vishnu Jab Nar Tanu Dhara Linheu Avadhapuri Avatara
Tab Tum Pragat Janakapur Mahin Seva Kiyo Hridaya Pulakahin
Apanaya Tohi Antaryami Vishva Vidit Tribhuvan Ki Swami
Tum Sam Prabal Shakti Nahin Aani Kahan Lau Mahima Kahaun Bakhani
Man Kram Vachan Karai Sevakai Man Ichchhita Vanchhit Phal Pai
Taji Chhal Kapat Aur Chaturai Pujahin Vividh Bhanti Man Lai
Aur Haal Main Kahaun Bujhai Jo Yah Paath Kare Man Lai
Tako Koi Kashta Na Hoi Man Ichchhita Pavai Phal Soi
Trahi Trahi Jai Dukh Nivarini Trividh Taap Bhav Bandhan Harini
Jo Chalisa Pade Padave Dhyana Lagakar Sunai Sunavai
Takau Koi Na Rog Satavai Putra Aadi Dhan Sampatti Pavai
Putrahin Aur Sampatti Hina Andh Badhir Kodhi Ati Dina
Vipra Bolaya Kai Paath Karavai Shanka Dil Mein Kabhi Na Lavai
Paath Karavai Din Chalisa Ta Par Kripa Karain Gaurisa
Sukh Sampatti Bahut Si Pavai Kami Nahin Kaahu Ki Avai
Barah Maas Karai Jo Puja Tehi Sam Dhanya Aur Nahin Duja
Pratidin Paath Karai Man Mahin Un Sam Koi Jag Mein Kahun Naahin
Bahuvidhi Kya Mai Karaun Badai Leya Pariksha Dhyana Lagai
Kari Vishvas Karai Vrat Nema Hoy Siddhi Upajai Ur Prema
Jai Jai Jai Lakshmi Bhavani Sab Mein Vyapita Ho Gun Khaani
Tumharo Tej Prabal Jag Mahin Tum Sam Kou Dayalu Kahun Naahin
Mohi Anath Ki Sudhi Ab Lijai Sankat Kaati Bhakti Mohi Dijai
Bhul Chuk Kari Kshama Hamari Darshan Dajai Dasha Nihari
Bin Darshan Vyakul Adhikari Tumahi Achhat Dukh Sahate Bhaari
Nahin Mohin Gyan Buddhi Hai Tan Mein Sab Janat Ho Apane Man Mein
Roop Chaturbhuja Karake Dharan Kashta Mor Ab Karahu Nivaran
Kehi Prakar Main Karaun Badai Gyan Buddhi Mohin Nahin Adhikai
Ramdas Ab Kahai Pukari Karo Dur Tum Vipatti Hamari
Trahi Trahi Dukh Harini Haro Begi Sab Tras
Jayati Jayati Jai Lakshmi Karo Shatru Ko Naash
Ramdas Dhari Dhyan Nit Vinay Karat Kar Jor
Maatu Lakshmi Daas Par Karahu Daya Ki Kor
Click Here to Shree Laxmi Chalisa Lyrics in Hindi:-
Video Song of Shree Laxmi Chalisa:
Related More Bhakti Song:
# Main Tere Dware Pe
# Man Leke Aaya Mata Rani Ke Bhawan Mein
# Maai
# Ye Chamak Ye Damak 2.0
# Maa Ka Mann
Summary
Song: Shree Laxmi Chalisa
Singer: Prithu Tiwari
Lyrics: Traditional
Music: Arghya Banerjee
Music Label: Apni Dhun Devotional