Aai Bo Woh Kaata Lyrics From Movie Jaan (1996). The 90’s Song is Sung by Alka Yagnik, Sapna Mukherjee, Bhavna Pandit. And Music Lyrics is written by Anand Bakshi. And Song Composed by Anand-Milind. Music Label by Tips.
Song: | Hum Aise Karenge Pyar |
Singer: | Alka Yagnik, Sapna Mukherjee, Bhavna Pandit |
Lyrics: | Anand Bakshi |
Music: | Anand-Milind |
Movie: | Jaan |
Aai Bo Woh Kaata Lyrics – Jaan
Nach Lo Galo Has Lo
Kudiyo Do Din Ki Aazadi
Aaj Teri Kal Meri Banno
Ho Jayegi Shadi
Haye Fir Kaha Ye Sair Sapata
Aai Bo Woh Kaata
Aai Bo Woh Kaata
Aai Bo Woh Kaata
Aai Bo Woh Kaata
Nain Lade Haye Haye Haye Haye
Pench Pade Haye Haye Haye Haye
Dard Badhe Haye Haye Haye Haye
Mujhe Sajna Ne Chuma Chata
Par Maine Kaha Par Maine Kaha
Na Na Na Pyar Ke Saude Mein Ghata
Aai Bo Woh Kaata
Aai Bo Woh Kaata
Aai Bo Woh Kaata
Aai Bo Woh Kaata
Fir Usne Kaha O Janewafa
Jara Pas To Aa
Dil Jaan Se Main
Aashik Hun Tera
Are Maine Kaha Tera Hai Kya
Ja Ja Ja Bewafa Ja Ja Ja
Ja Ja Ja Bewafa Ja Ja Ja
Mujhe Chhed Chhad Ke Lut Laat Ke
Kal Kar Dega Tu Tata
Aai Bo Woh Kaata
Aai Bo Woh Kaata
Aai Bo Woh Kaata
Aai Bo Woh Kaata
Ghar Baithi Thi Aaram Se Main
Chhat Pe Gayi Kuchh Kaam Se Main
Sidhi Pe Tha Wo Chor Khada
Dil Ke Andar Tha Shor Bada
Bahar Gali Mein Sannata
Aai Bo Woh Kaata
Aai Bo Woh Kaata
Aai Bo Woh Kaata
Aai Bo Woh Kaata
Main Mekaup Kar Ke Aayi Hun
Tu Dever Main Bhojai Hun
Na Jane Najar Mujhe Kiski Lagi
Hich Hich Hich
Hichki Lagi Rabba Hichki Lagi
Hichki Lagi Rabba Hichki Lagi
Jab Pani Piyun To Whisky Lage
Jo Pyar Karu To Risky Lage
Kar Sharam O Julmi Chhod Mujhe
Main Kanch Ki Hun Mat Tod Mujhe
Mera Gajra Khul Jayega
Mera Kajra Dhul Jayega
Mera Powder Ban Jayega Aata
Wo Kata
Aai Bo Woh Kaata
Aai Bo Woh Kaata
Aai Bo Woh Kaata
Aai Bo Woh Kaata
Aai Bo Woh Kaata
Aai Bo Woh Kaata
Click Here To Aai Bo Woh Kaata Lyrics in Hindi:-
Video Song of Aai Bo Woh Kaata:
Related Song From Movie Jaan (1996):
# Jaan Gayi Dil Aaya
# Kunwara Nahin Marna
# Rab Se Sajan Se
# Beimaan Piya Re
# Jaan O Meri Jaan
# Hum Aise Karenge Pyar
Song: Aai Bo Woh Kaata
Singer: Alka Yagnik, Sapna Mukherjee, Bhavna Pandit
Lyrics: Anand Bakshi
Music: Anand-Milind
Movie: Jaan (1996)
Music Label: Tips