Aate Jaate Hanste Gaate Lyrics – Maine Pyar Kiya

Aate Jaate Hanste Gaate Lyrics - Maine Pyar Kiya

Aate Jaate Hanste Gaate Lyrics, from Movie Maine Pyar Kiya 1989. The Hindi Song is Sung by Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam. And Music Lyrics are written by Dev Kohli, And Song is given by Raamlaxman (Vijay Patil). Music Label by Saregama.

Song:Aate Jaate Hanste Gaate
Singer:Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam
Music:Raamlaxman (Vijay Patil)
Lyrics:Dev Kohli
Movie:Maine Pyar Kiya 1989

Aate Jaate Hanste Gaate Lyrics – Maine Pyar Kiya

Aate jaate hanste gaate
Socha tha maine man mein kai baar
Woh pehli nazar halka sa asar
Karta hai kyun is dil ko bekaraar
Ruk ke chalna chalke rukna
Na jaane tumhe hai kiska intezaar
Tera woh yakin kahin main to nahin
Lagta hai yehi kyon mujhko baar baar
Yehi sach hai shayad maine pyar kiya
Ha ha tum se maine pyar kiya

Aate jaate hanste gaate
Socha tha maine man mein kai baar
Hothon ki kali kuch aur khili
Yeh dil pe hua hai kiska ikhtiyaar
Tum kaun ho batla to do
Kyun karne lagi maein tum pe aitbaar
Khamosh rahun ya main keh doon
Ya karlu maein chupke se yeh sweekar
Yehi sach hai shayad maine pyar kiya
Haan haan tum se maine pyar kiya.

Click Here to Aate Jaate Hanste Gaate Lyrics in Hindi:-

Video Song of Aate Jaate Hanste Gaate:

Related Song From Movie Maine Pyar kiya:
# Aaja Shaam Hone Aayee
# Mere Rang Mein Rangne Wali
# Aaya Mausam Dosti Ka

Summary

Song: Aate Jaate Hanste Gaate
Movie: Maine Pyar Kiya 1989
Singer: Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam
Music: Raamlaxman (Vijay Patil)
Lyrics: Dev Kohli
Music Label: Saregama

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *