Baat Hi Kuch Aur Hai Lyrics – Danish Alfaaz

Baat Hi Kuch Aur Hai Lyrics

Baat Hi Kuch Aur Hai. The Latest Hindi Song is Sung by Danish Alfaaz. And Music Lyrics is written by Talha Mirza. And Song Composed by GoldBoy. And Music Label by Danish Alfaaz 2.0.

Song:Baat Hi Kuch Aur Hai
Singer:Danish Alfaaz
Lyrics:Talha Mirza
Music:GoldBoy

Baat Hi Kuch Aur Hai Lyrics – Danish Alfaaz

Aashiqon Ki Tere Adalat Saji Hai
Kitne Chehre Hain Tere Inko Batana
Aasuon Ki Baarat Tere Gaalon Par Khadi Hai
Kitne Mandap Jalaye Tune Inko Batana
Ab Saare Sheher Mein Tere Charchon Ka Shor Hai

Haay Mere Yaar Teri Baat Hi Kuch Aur Hai
Teri Baat Hi Kuch Aur Hai

Aaj Teri Taarifein Karke Dikhayenge
Karke Dikhayenge
Karke Dikhayenge
Kya Bala Ho Tum Duniyaan Walo Ko Batayenge
Duniyaan Walo Ko Batayenge
Walo Ko

Jaanate Hain Lutate Ho Aashiqon Ko Raaton Mein
Kis Kis Ki Dor Hai Bata De Tere Hathon Mein
Tere Jeher Ka Na Duniyan Mein Koi Tod Hai

Haay Mere Yaar Ki Baat Hi Kuch Aur Hai
Haay Mere Yaar Ki Baat Hi Kuch Aur Hai
Haay Mere Yaar Ki

Music…

Yun To Tum Bala Ki Badi Khoobsurat Ho
Sirat Agar Dekhe Badi Badsurat Ho
Baith Jata Hai Wo Har Shakhs Teri Chaanw Mein
Jis Kisi Ki Bhi Tumko Haan Jarurat Ho

Jadugar Se Lagte Ho Apni Tum Baaton Se
Ruh Khench Lete Ho Bande Ki Tum Aankhon Se
Labon Pe Wafa Teri Aankhon Mein Chor Hai

Haay Mere Yaar Ki Baat Hi Kuch Aur Hai
Haay Mere Yaar Ki Baat Hi Kuch Aur Hai
Haay Mere Yaar Ki

Music…

Husn To Tera Maikhane Ban Gaya
Kabhi Ye To Kabhi Wo Kabhi Koi Aayega
Karega Nasha Wo Tere Jism Ka
Phir Kisi Aur Pe Wo Mar Jayega

Janate Hain Teri Bewafaon Ki Jaat Hai
Duniyan Ko Pata Hai Kya Teri Aukat Hai
Galti Nahin Teri Dhoke Khane Ka Ye Daur Hai

Haay Mere Yaar Ki Baat Hi Kuch Aur Hai
Haay Mere Yaar Ki Baat Hi Kuch Aur Hai
Haay Mere Yaar Ki

Click Here To Baat Hi Kuch Aur Hai Lyrics in Hindi:-

Video Song of Baat Hi Kuch Aur Hai:

More Related Latest Song:
#
Tum Humein Milo
Hothon Se
Ek Mulaqaat
Fitrat
Bawariya

Summary

Song: Baat Hi Kuch Aur Hai
Singer: Danish Alfaaz
Lyrics: Talha Mirza
Music: GoldBoy
Music Label: Danish Alfaaz 2.0

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *