Dil De Ke Darde Mohabbat Liya Hai Lyrics from Movie Maine Pyar Kiya 1989. The Hindi Song is Sung by Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam. And Music Lyrics are written by Asad Bhopali, And Song is given by Raamlaxman (Vijay Patil). Music Label by Saregama.
Song: | Dil De Ke Darde Mohabbat Liya Hai |
Singer: | Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam |
Lyrics: | Asad Bhopali |
Music: | Raamlaxman (Vijay Patil) |
Movie: | Maine Pyar Kiya 1989 |
Dil De Ke Darde Mohabbat Liya Hai Lyrics – Maine Pyar Kiya
Dil deke darde mohabbat liya hai
Soch samajh ke ye sauda kiya hai
Maine o maine ke maine pyaar kiya
Pyaar kiya, pyaar kiya hai
Maine pyaar kiya pyaar kiya, pyaar kiya hai
Ho
Dil deke darde mohabbat liya hai
Soch samajh ke ye sauda kiya hai
Maine pyaar kiya, pyaar kiya pyaar kiya hai
Maine pyaar kiya, pyaar kiya pyaar kiya hai
Ho
Pehle pahel jab usay maine dekha
Vo ban gayi meri kismat ki rekha
Khabar kya thi ye baat itni badhegi
Mohaabat mein mahenat bhi karni padegi
Dilwaale mahenat se darte nahin hai
Darte hain vo pyaar karte nahin hai
Maine o maine ke maine pyaar kiya
Pyaar kiya, pyaar kiya hai
Maine pyaar kiya, pyaar kiya, pyaar kiya hai
Ho
Duniya ki daulat thukra chuka hoon
Zulfon ki chhaaon mein aakar ruka hoon
Ye chhaaon meri hai meri rahegi
Jo main kahoonga vo duniya kahegi
Ye chaand sooraj bhi chhodein chamakna
Mushkil hain mere iraade badalna
Maine o maine ke maine pyaar kiya
Pyaar kiya, pyaar kiya hai
Maine pyaar kiya, pyaar kiya, pyaar kiya hai
Ho
Ho ho ho aha aha aha ho
Ho ho ho ho ho ho
Main teri dil tera ye jaan teri
Teri mohabbat hai pehchaan meri
Main aaj kehti hoon ye sabke aage
Ek din main keh doongi ye rab ke aage
Tujhko hi bigdee banana padega
Bichhde huey dil milana padega
Maine o maine ke maine pyaar kiya
Pyaar kiya, pyaar kiya hai
Maine pyaar kiya, pyaar kiya, pyaar kiya hai
Ho
Dil deke darde mohabbat liya hai
Soch samajh ke ye sauda kiya hai
Maine pyaar kiya, pyaar kiya, pyaar kiya hai
Maine pyaar kiya, pyaar kiya, pyaar kiya hai
Maine pyaar kiya, pyaar kiya, pyaar kiya hai
Maine pyaar kiya, pyaar kiya, pyaar kiya hai.
Click Here to Dil De Ke Darde Mohabbat Liya Hai Lyrics in Hindi:-
Video Song of Dil De Ke Darde Mohabbat Liya Hai:
Related Song From Movie Maine Pyar kiya:
# Kabootar Ja Ja Ja
# Dil Deewana Male
# Dil Deewana Bin Sajna Ke Female
# Aate Jaate Hanste Gaate
# Aaja Shaam Hone Aayee
# Mere Rang Mein Rangne Wali
# Aaya Mausam Dosti Ka
Summary
Song: Dil De Ke Darde Mohabbat Liya Hai
Movie: Maine Pyar Kiya 1989
Singer: Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam
Music: Raamlaxman (Vijay Patil)
Lyrics: Asad Bhopali
Music Label: Saregama