Dost Ban Ban Ke Lyrics – Papon

Dost Ban Ban Ke Lyrics – Papon

Dost Ban Ban Ke lyrics Song. The originl song of Jagjit Singh It’s sung by Papon, And also composed by Papon, written by Saeed Rahi. Music Label by Sufiscore.

Song:Dost Ban Ban Ke
Singer:Papon
Lyrics:Saeed Rahi
Music:Papon

Dost Ban Ban Ke Lyrics – Papon

Dost Ban Bn Ke Mile
Mujhko Mitane Wale
Dost Ban Ban Ke Mile
Mujhko Mitane Wale

Maine Dekhe Hain Kayi
Rang Badalne Wale
Dost Ban Ban Ke Mile
Mujhko Mitane Wale

Tumne Chup Reh Ke
Sitam Aur Bhi Dhaya Mujh Par
Tumne Chup Reh Ke
Sitam Aur Bhi Dhaya Mujh Par

Tumse Acche Hain
Mere Haal Pe Hasne Wale
Maine Dekhe Hain Kayi
Rang Badalne Wale

Main Toh Ikhlaq Ke Hathon Hi
Bika Karta Hoon
Main Toh Ikhlaq Ke Hathon Hi
Bika Karta Hoon

Aur Honge Tere Baazaar Mein
Bikne Wale
Maine Dekhe Hain Kayi
Rang Badalne Wale

Aakhri Baar Salam-E-Dile
Mushtar Le Lo
Phir Na Lautenge
Shab-E-Hijr Pe Rone Wale

Dost Ban Ban Ke Mile
Mujhko Mitane Wale
Maine Dekhe Hain Kayi
Rang Badalne Wale

Video Song of Dost Ban Ban Ke:

More Songs Of: Papon

-> Maula Mere
-> Bulleya Lyrics – Sultan
-> Khidki
-> Baba Bolta Hain Bas Ho Gaya Lyrics – Sanju
-> Kuch Nahi Lyrics – Tubelight

Summary

Song: Dost Ban Ban Ke
Singer: Papon
Lyrics: Saeed Rahi
Music: Papon
Music Label: Sufiscore

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *