Falak Se Todke Dekho Sitare Lyrics – Aan Milo Sajna

Falak Se Todke Dekho Sitare Lyrics

Falak Se Todke Dekho Sitare Lyrics From Aan milo sajna (1970). The Old Song is Sung by Mohammed Rafi. And Music Lyrics are written by Anand Bakshi. And Song is given by Laxmikant Pyarelal. Music Label by Saregama.

Song:Aaye Aasman
Singer:Mohammed Rafi
Lyrics:Anand Bakshi
Music:Laxmikant Pyarelal
Movie:aan milo sajna

Falak Se Todke Dekho Sitare Lyrics – Aan Milo Sajna

Falaq Se Todkar Dekho
Sitare Log Laaye Hain
Magar Main Woh Nahi Laya
Jo Saare Log Laaye Hain

Koi Nazrana Lekar Aaya Hoon
Main Deewana Tere Liye
Koi Nazrana Lekar Aaya Hoon
Main Deewana Tere Liye
Aaj Chhalka Hai Khushiyon Se
Dil Ka Paimana Tere Liye
Koi Nazrana Lekar Aaya Hoon
Main Deewana Tere Liye

Sabhi Ke Dilon Ko
Yeh Dhadka Raha Hai
Samaa Saaz-e-dil Pe
Ghazal Ga Raha Hai

Sabhi Ke Dilon Ko
Yeh Dhadka Raha Hai
Samaa Saaz-e-dil Pe
Ghazal Ga Raha Hai

Saari Baatein Ruk Gayi Hain
Sabki Aankhein Jhuk Gayi Hain
Teri Mehfil Mein Aaya Shayar
Koi Mastana Tere Liye
Teri Mehfil Mein Aaya Shayar
Koi Mastana Tere Liye

Koi Nazrana Lekar Aaya Hoon
Main Deewana Tere Liye

Kahegi Nigahein, Sunegi Nigahein
Zuban Se Na Hogi Bayan Yeh Kahani
Kahegi Nigahein, Sunegi Nigahein
Zuban Se Na Hogi Bayan Yeh Kahani

Ho Mubaraq Yeh Hasin Din
Koi Samjha Na Tere Bin
Mere Chehre Pe Dil Ne Likha Hai
Ik Afsana Tere Liye
Mere Chehre Pe Dil Ne Likha Hai
Ik Afsana Tere Liye
Koi Nazrana Lekar Aaya Hoon
Main Deewana Tere Liye

Tujhe Dushmano Ki Nazar Lag Na Jaaye
Rahein Door Tujhse Sada Gham Ke Saaye
Tujhe Dushmano Ki Nazar Lag Na Jaaye
Rahein Door Tujhse Sada Gham Ke Saaye

Gungunaye Tu Hamesha
Muskuraye Tu Hamesha
Gulshan Ban Jaaye Ummeedon Ka
Har Ek Veerana Tere Liye
Gulshan Ban Jaaye Ummeedon Ka
Har Ek Veerana Tere Liye

Koi Nazrana Lekar Aaya Hoon
Main Deewana Tere Liye
Aaj Chhalka Hai Khushiyon Se
Dil Ka Paimana Tere Liye

Click Here To Falak Se Todke Dekho Sitare Lyrics in Hindi:-

Video Song of Falak Se Todke Dekho Sitare:

Related Song From Aan milo sajna (1970):
Ab Aan Milo Sajna
Palat Meri Jaan
Jawani O Diwani Tu Zindabad
Achha To Hum Chalte Hain
# Tere Kaaran Mere Saajan

Summary

Song: Falak Se Todke Dekho Sitare
Singer: Mohammed Rafi
Lyrics: Anand Bakshi
Music: Laxmikant Pyarelal
Movie: aan milo sajna (1970)
Music Label: Saregama

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *