Gham Na Karo Yeh Din Lyrics- Zor (1998)

Zor (1998)

Gham Na Karo Yeh Din Lyrics from Movie Zor (1998). The Hindi Song is Sung by Kavita Krishnamurthy, Sonu Nigam. And Music Lyrics is written by Anand Bakshi. and song is composed by Aagosh. Music Label by Sonu Nigam.

Song:Gham Na Karo Yeh Din
Singer:Kavita Krishnamurthy, Sonu Nigam
Lyrics:Anand Bakshi
Music:Aagosh
Movie:Zor (1998)

Gham Na Karo Yeh Din Lyrics- Zor (1998)

Gham Na Karo Yeh Gham Ke Din Beet Jayenge
Badlega Phir Ye Mausam Ham Geet Gayenge
Gham Na Karo Yeh Gham Ke Din Beet Jayenge
Badlega Phir Ye Mausam Ham Geet Gayenge

Ham Aaj Hare Hai To Kal Jeet Jayenge
Badlega Phir Ye Mausam Ham Geet Gayenge

Is Tarah Kyu Baithe Ho Tum
Zindagi Se Ruthe Ruthe
Is Tarah Kyu Baithe Ho Tum
Zindagi Se Ruthe Ruthe
Ye Tumhe Kya Jane Ho Gaya
Samne Hai Apni Manjil
Thak Gaye Kyu Chalte Chalte

Hausala Kyun Aise Kho Gaya
Haan Ham Aaj Hare Hai To Kal Jeet Jayenge
Badlega Phir Ye Mausam Ham Geet Gayenge

Tumne Dekha Mujhko Aise
Yu Laga Patjhad Mein Jaise
Phul Mere Dil Mein Khil Gaye
Tumne Dekha Mujhko Aise
Yu Laga Patjhad Mein Jaise
Phul Mere Dil Mein Khil Gaye
Tumne Pakda Hath Mera
Mit Gaya Dil Ka Andhera
Chand Suraj Mujhko Mil Gaye

Gham Na Karo Ye Gham Ke Din Beet Jayenge
Ham Aaj Hare Hai To Kal Jeet Jayenge
Ham Aaj Hare Hai To Kal Jeet Jayenge
Badlega Phir Ye Mausam Ham Geet Gayenge

Click Here To Gham Na Karo Yeh Din Lyrics in Hindi:-

Video Song of Gham Na Karo Yeh Din:

Related Song from Movie Zor (1998):
Main Kudi Anjaani
Pehli Pehli Baar Jaaga
Zor Dekho
Dekh Raha Chup Chupke
# Tere Pyaar Mein

Summary

Song: Gham Na Karo Yeh Din
Singer: Kavita Krishnamurthy, Sonu Nigam
Lyrics: Anand Bakshi
Music: Aagosh
Movie: Zor (1998)
Music Label: Sonu Nigam

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *