Is Duniya Mein Lyrics – Mohammed Aziz

Is Duniya Mein Lyrics

Is Duniya Mein Lyrics from Movie Veeru Dada (1990). The 90’S Song is Sung by Mohammed Aziz. And Music Lyrics is written by Anand Bakshi. And Song Composed by Laxmikant Pyarelal, Music Label by Saregama.

Song:Is Duniya Mein
Singer:Mohammed Aziz
Lyrics:Anand Bakshi
Music:Laxmikant Pyarelal
Movie:Veeru Dada (1990)

Is Duniya Mein Lyrics – Mohammed Aziz

Is duniya mein jee nahin sakta
Aadmi sidha sadha
Is duniya mein jee nahin sakta
Aadmi sidha sadha
Isliye main ban gaya
Veeru se veeru dada veeru dada
Is duniya mein jee nahin sakta
Aadmi sidha sadha
Isliye main ban gaya
Veeru se veeru dada veeru dada
Is duniya mein jee nahin sakta
Aadmi sidha sadha

Main gham hoon armaan nahin
Patthar hoon insaan nahin
Main gham hoon armaan nahin
Patthar hoon insaan nahin
Hanji hanji ha yeh sach hain
Mujhko phoolo hi pahchan nahin
Maine phool bahut kam dekhe
Kante bahut jyada
Isliye main ban gaya
Veeru se veeru dada veeru dada
Is duniya mein jee nahin sakta
Aadmi sidha sadha

Peete peete din nikala
Peete raat huyiPeete peete din nikala
Peete raat huyi
Ek magar ha kabhi kabhi
Anhoni si baat huyi
Aankh mein aansoo bar aaye
Hasne ka kiya irada
Isliye main ban gaya
Veeru se veeru dada veeru dada
Is duniya mein jee nahin sakta
Aadmi sidha sadha

Kabhi idhar mudh jata hoon
Kabhi udhar mudh jata hoon
Kabhi idhar mudh jata hoon to
Kabhi udhar mudh jata hoon
Main banwara hoon sab kaliyo ka
Rash pee kar ud jata hoon
Na main kasme khata hoon
Na karta hoon koi wada
Isliye main ban gaya
Veeru se veeru dada
Is duniya mein jee nahin sakta
Aadmi sidha sadha
Isliye main ban gaya
Veeru se veeru dada veeru dada
Veeru se veeru dada veeru dada
Veeru se veeru dada veeru dada.

Click Here To Is Duniya Mein Lyrics in Hindi:-

Video Song of Is Duniya Mein:

Related From Movie Veeru Dada (1990):
Bichhu Ko Katu To
Ban Ke Aaina Aa
Raat Ke Barah Baje
# Maine Tumhe Dil Diya

Summary

Song: Is Duniya Mein
Singer: Mohammed Aziz
Lyrics: Anand Bakshi
Music: Laxmikant Pyarelal
Movie: Veeru Dada (1990)
Music Label: Saregama

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *