Jeene Ki Tamanna Lyrics – Danish Alfaaz, RCR

Jeene Ki Tamanna Lyrics

Jeene Ki Tamanna Lyrics Lyrics. The Latest Hindi Song is Sung by Danish Alfaaz. And Music Lyrics is written by Danish Alfaaz, RCR. And Song Composed by Bigg Sandhu. Music Label by Danish Alfaaz 2.0.

Song:Jeene Ki Tamanna
Singer:Danish Alfaaz
Lyrics:Danish Alfaaz, RCR
Music:Bigg Sandhu

Jeene Ki Tamanna Lyrics – Danish Alfaaz, RCR

Aaj Phir Jeene Ki Tamanna hai

Aaj to marr jaayenge, Hayee Kuch Kar Jaayenge
Thodi si or pila do, aaj na ghar jaayenge,
Aaj to marr jaayenge, Hayee Kuch Kar Jaayenge
Thodi si or pila do, aaj na ghar jaayenge.

Teri hi aankhon ke, pyaalon se peena hai,
Jab saath tu na ho, wo bhi kya jeena hai

Aaj phir jeene ki tamanna hai
Aaj phir marne ka iraada hai,

Chhedne waalon ki tujhe, Haddiyan tod di,
Tujhe dekha maa kasam daaru maine chhod di,
Dost meri delhi se aa rahi thi milne,
tere liye bich raaste se maine mod di.
Tujhe dekh mera dil maare cheekhey par,
nazron ne teri kabhi shor na kiya hai,
Ded saal se tere peechey pada hun,
Ded minute bhi tune gor na kiya hai, kyu!
Movie ki meri tujhe lead banana hai,
mummy ko tere haath ka khana khilana hai
dil ki zameen tere naam karni hai
Oyo pe nahi tujhe ghar pe le jaana hai.

Maine to chaaha tha yun! Kasske tujhe mai pakad lun
Honthon ko tere choomun, raat bhar jhoomun jhoomun,

Maine to chaaha tha yun! Kasske tujhe mai pakad lun
Honthon ko tere choomun, raat bhar jhoomun jhoomun.

Sharmon haya ke sab, parde girane hain,
tere badan ke sitaare, saare churane hain.

Aaj phir jeene ki tamanna hai, Aaj phir marrne ka iraada hai.

Aaj phir jeene ki tamanna hai,
Raat bhar peene ka iraada hai,
Galti jo ho jaaye wo hone do, phir
Chhod na jaunga ye waada hai

Click Here To Jeene Ki Tamanna Lyrics in Hindi:-

Video Song of Jeene Ki Tamanna:

More Related Latest Song:
# Size 7
Iski Bhen Ki Maje Maje
Dost Yaad Aate Hai
Chalo Ishq Dubara Karte Hai
Main Aawara Hun tera

Summary

Song: Jeene Ki Tamanna
Singer: Danish Alfaaz
Lyrics: Danish Alfaaz, RCR
Music: Bigg Sandhu
Music Label: Danish Alfaaz 2.0

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *