Kahaniyan Sunati Hai Pawan Aati Jaati Liya Lyrics From Movie Rajput (1982). The old Song is Sung by Mohammed Rafi. And Music Lyrics is written by Anand Bakshi. And Song Composed by Laxmikant-Pyarelal. Music Label by Saregama.
Song: | Kahaniyan Sunati Hai Pawan Aati Jaati |
Singer: | Mohammed Rafi |
Lyrics: | Anand Bakshi |
Music: | Laxmikant-Pyarelal |
Movie: | Rajput (1982) |
Kahaniyan Sunati Hai Pawan Aati Jaati Lyrics – Rajput
Kahaniyan Sunati Hai
Pawan Aati Jaati
Kahaniyan Sunati Hai
Pawan Aati Jaati
Ek Tha Diya Ek Baati
Ek Tha Diya Ek Baati
Kahaniyan Sunati Hai
Pawan Aati Jaati
Bahot Dinon Ki Hai Yeh Baat
Badi Suhani Thi Woh Raat
Diya Aur Baati Mile
Milke Jale Ek Sath
Bahot Dinon Ki Hai Yeh Baat
Badi Suhani Thi Woh Raat
Diya Aur Baati Mile
Milke Jale Ek Sath
Yeh Chand Yeh Sitaare Bane
Saare Baaraati
Ek Tha Diya Ek Baati
Ek Tha Diya Ek Baati
Uthaayi Donon Ne Kasam
Jale Bujhenge Sath Hum
Unhein Khabar Na Thi Magar
Khushi Ke Sath Bhi Hai Gham
Uthaayi Donon Ne Kasam
Jale Bujhenge Sath Hum
Unhein Khabar Na Thi Magar
Khushi Ke Sath Bhi Hai Gham
Milan Ke Sath Sath Hi
Judayi Bhi Hai Aati
Ek Tha Diya Ek Baati
Ek Tha Diya Ek Baati
Kahaniyan Sunati Hai
Pawan Aati Jaati
Ek Din Gali Gali
Aisi Kuchh Hawa Chali
Aaya Ek Jhonka De Gaya Jo Dhoka
Jyot Ko Chura Ke Le Gaya Utha Ke
Dil Diye Ka Bujh Gaya
Ho Gayi Baati Juda
Ho Gayi Baati Juda
Phir Bhi Usne Yeh Kaha
Jyot Ko Di Yeh Dua
Tujhko Koyi Gham Na Ho
Tujhko Koyi Gham Na Ho
Roshini Yeh Kam Na Ho
Roshini Yeh Kam Na Ho
Tu Kisi Ke Ghar Jale
Khush Rahe Phoole Phale
Khush Rahe Phoole Phale
Khush Rahe Phoole Phale
Kahaniyan Sunati Hai
Pawan Aati Jaati
Ek Tha Diya Ek Baati
Ek Tha Diya
Click Here To Kahaniyan Sunati Hai Pawan Aati Jaati Lyrics in Hindi:-
Video Song of Kahaniyan Sunati Hai Pawan Aati Jaati:
Related Song From Movie Rajput (1982):
# Doli Ho Doli
# Sabne Desh Ka Naam Liya
# Bhagi Re Bhagi Brij Bala
# Mere Sang Sang Aaya
Summary
Song: Kahaniyan Sunati Hai Pawan Aati Jaati
Singer: Mohammed Rafi
Lyrics: Anand Bakshi
Music: Laxmikant-Pyarelal
Movie: Rajput (1982)
Music Label: Saregama