Kyon Ki Itna Pyar Lyrics – Kyon Ki (2005)

Kyon Ki Itna Pyar Lyrics - Kyon Ki (2005)

Kyon Ki Itna Pyar Lyrics From Movie Kyon Ki. The Hindi Movie Song is Sung by Alka Yagnik, Udit Narayan. And Music Lyrics is written by Sameer, And Song Composed by Himesh Reshammiya. Music Label by T-Series

Song:Kyon Ki Itna Pyar
Singer:Alka Yagnik, Udit Narayan
Lyrics:Sameer
Music:Himesh Reshammiya
Movie:Kyon Ki

Kyon Ki Itna Pyar Lyrics – Kyon Ki

Kyon ki itna pyar
Tumko karte hain ham
Kya jaan loge hamari sanam
Kyon ki itna pyar
Tumko karte hain ham
Kyon ki itna pyar
Tumko karte hain ham
Kya jaan loge hamari sanam
Kyon ki itna pyar
Tumko karte hain ham
Kya jaan loge hamari sanam
Kyon ki itna pyar
Tumko karte hain ham
Hamare dil ki tum
Thodi si kadar kar lo
Ham tumpe marte hain
Thodi si fikar kar lo
Fikar kar lo
Kyon ki itna pyar
Tumko karte hain ham
Kya jaan loge hamari sanam
Kyon ki itna pyar
Tumko karte hain ham

Tune o jaana deewana kiya hain
Deewana kiya is kadar
Deewana kiya is kadar
Chahat mein teri
Bhulaya jahaan ko
Na dil ko kisiki khabar
Na dil ko kisiki khabar
Rago mein mohabbat
Ka ehsaas jara bhar lo
Ham tumpe marte hain
Thodi si fikar kar lo
Fikar kar lo
Kyon ki itna pyar
Tumko karte hain ham
Kya jaan loge hamari sanam
Kyon ki itna pyar
Tumko karte hain ham

Tumse hain saansein
Tumse hain dhadkan
Tumhise hain deewangi
Tumhise hain deewangi
Rab ne hame di hain
Tumhare liye zindagi
Tumhare liye zindagi
Wada sang jeene ka
Tum jaane jigar kar lo
Ham tumpe marte hain
Thodi si fikar kar lo
Fikar kar lo
Kyon ki itna pyar
Tumko karte hain ham
Kya jaan loge hamari sanam
Kyon ki itna pyar
Tumko karte hain ham.

Click Here to Kyon Ki Itna Pyar Lyrics in Hindi:-

Video Song of Kyon Ki Itna Pyar:

Related Song by Alka Yagnik:
# Mujhko Mana Lena
# Tip Tip
# Dekha Hai Pehli Baar

Summary

Song: Kyon Ki Itna Pyar
Movie: Kyon Ki 2005
Singer: Alka Yagnik, Udit Narayan
Lyrics: Sameer
Music: Himesh Reshammiya
Music Label: T-Series

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *