Maine Dil De Diya Lyrics – Nishtha Sharma

Maine Dil De Diya Lyrics – Nishtha Sharma

Maine Dil De Diya Lyrics. The Latest Hindi Song is Sung by Nishtha Sharma. And Music Lyrics is written by Kausar Jamot. And Song Composed by Kausar Jamot. Music Label by Zee Music Company.

Song:Maine Dil De Diya
Singer:Nishtha Sharma
Lyrics:Kausar Jamot
Music:Kausar Jamot

Maine Dil De Diya Lyrics – Nishtha Sharma

Mujhko Yakeen Hai Tujhpe
Aur Pura Aitbaar Hai
Aayi Zindagi Me Meri
Khushiyon Ki Bahaar Hai

Mehboob Tu Hi Mera
Tu Hi Mera Sanam
Tujhse Milne Ko Hum Toh
Kabse Bekaraar Hai

Meri Har Dhadkan Mein
Tum Hi Dhadkate Ho
Meri In Saanson Ko
Tune Jeena Seekha Diyaa

Maine Dil De Diya Maine Dil De Diya
Maine Dil De Diya Tujhe Dil De Diya
Maine Dil De Diya Maine Dil De Diya
Maine Dil De Diya Tujhe Dil De Diya

Jabse Milein Tumse Hume Pyaar Ho Gaya
Teer Dil Ki Dhadkanon Se Aar Paar Ho Gaya
Main Teri Chahaton Mein Ab Khud Ko Bhul Gayi
Teri Wafa Ka Rang Mere Sir Pe Charh Gaya

Tere Bina Mera Jiya Ghabraaye
Haan Raat Ko
Yaadein Teri Mujhko Tadpaaye
Hum Saansein Tere Naam Kar Jaayein

Naa Dekhu Tujhe Toh Ye Meri Ankhein Bhar Aayein
Hai Tujhse Mujhe Pyaar Maine Sabko Keh Diya

Maine Dil De Diya Maine Dil De Diya
Maine Dil De Diya Tujhe Dil De Diya
Maine Dil De Diya Maine Dil De Diya
Maine Dil De Diya Tujhe Dil De Diya

Click Here to Maine Dil De Diya Lyrics in Hindi:-

Video Song of Maine Dil De Diya:

More Related Latest Song:
# Milenge Hum Nahi
Tadpe Hai Kitna
Fade
Honey Bunny

Summary

Song: Maine Dil De Diya
Singer: Nishtha Sharma
Lyrics: Kausar Jamot
Music: Kausar Jamot
Music Label: Zee Music Company

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *