Meri Zindagi Main Aahte To Lyrics From Movie Kanyadaan (1968). The Evergreen Song is Sung by Mohammad Rafi. And Music Lyrics is written by Hasrat Jaipuri, And Song Composed by Shankar-Jaikishan. Music Label by Saregama.
Song: | Meri Zindagi Main Aahte To |
Singer: | Mohammed Rafi |
Lyrics: | Hasrat Jaipuri |
Music: | Shankar-Jaikishan |
Movie: | Kanyadaan (1968) |
Meri Zindagi Main Aahte To Lyrics – Kanyadaan
Unaki zulfe unake chehare
Se hata sakta nahi
Dil ki betaabi kisi surat
Chhupaa sakta nahi
Kitani dilakash hai muhabbat
Ki javaan majaburiyaan
Saamane mazil hai aur
Paanv badhaa sakta nahi
Meri zindagi main aahte
To kuch aur baat hoti
Toh kuch aur baat hoti
Meri zindagi main aahte
To kuch aur baat hoti
Toh kuch aur baat hoti
Yeh naseeb jag maga te
Toh kuch aur baat hoti
Toh kuch aur baat hoti
Kai bar mil chuki hai
Yeh hasin hasin nigahen
Kai bar mil chuki hai
Yeh hasin hasin nigahen
Wohi bekariyan na
Mili khushi ki rahen
Mere dil se dil milate
Toh kuch aur baat hoti
Toh kuch aur baat hoti
Meri zindagi main aahte
To kuch aur baat hoti
Toh kuch aur baat hoti
Mujhe kya garaj kisise
Hashen phool ya sitaren
Mujhe kya garaj kisise
Hashen phool ya sitaren
Hai meri nazar me fikhe
Ye jawan jawan nazare
Agar aap muskurate
Toh kuch aur baat hoti
Toh kuch aur baat hoti
Meri zindagi main aahte
To kuch aur baat hoti
Toh kuch aur baat hoti
Yeh khushi rahe salamat
Yunhi jashan ho suhana
Yeh khushi rahe salamat
Yunhi jashan ho suhana
Jise sun rahi hai duniya
Mere dil ka hai tarana
Mere saath tum bhi gaate
Toh kuch aur baat hoti
Toh kuch aur baat hoti
Meri zindagi main aahte
To kuch aur baat hoti
Toh kuch aur baat hoti
Yeh naseeb jag maga te
Toh kuch aur baat hoti
Toh kuch aur baat hoti.
Click Here to Meri Zindagi Main Aahte To Lyrics in Hindi:-
Video Song of Meri Zindagi Main Aahte To:
Related Song From Movie Kanyadaan:
# Tum Nahin Bhoolti Kahaan
# Sunday Ko Pyar Hua Monday Ko Ikrar Hua
# Parai Hu Parai Meri Aarzu Na Kar
# Mil Gaye Mil Gaye Aaj Mere Sanam
# Phulo Ki Mahak Lahro Ki Lachak
# Likhe Jo Khat Tujhe
Summary
Song: Meri Zindagi Main Aahte To
Movie: Kanyadaan (1968)
Singer: Mohammed Rafi
Lyrics: Hasrat Jaipuri
Music: Shankar-Jaikishan
Music Label: Saregama