Mujhko Barsaat Bana Lo Lyrics – Junooniyat

Mujhko Barsaat Bana Lo Lyrics – Junooniyat

Mujhko Barsaat Bana Lo Lyrics Song from Junooniyat is a romantic song, sung by Armaan Malik. It is composed by Jeet Gannguli while lyrics are written by Rashmi Virag. Music Label by T-Series.

Song:Mujhko Barsaat Bana Lo
Singer:Armaan Malik
Lyricist:Rashmi Virag
Music:Jeet Gannguli
Album:Junooniyat

Mujhko Barsaat Bana Lo Lyrics – Junooniyat

Mujhko barsaat bana lo,
Ek lambi raat bana lo,
Apne jazbaat bana lo jaana.

Mujhko alfaaz bana lo,
Dil ki aawaaz bana lo,
Gehra sa raaz bana lo jaana.

Nasha hoon main behakne do,
Mere qaatil mujhe jeene ka haq toh do.

Mujhko barsaat bana lo,
Ek lambi raat bana lo,
Apne jazbaat bana lo jaana…

Mujhe apne sirhaane pe,
Thodi si jagah de do.
Mujhe neend na aane ki,
Koi toh wajah de do. (x2)

Hawa hoon main lipatne do,
Mere kaatil, mujhe jeene ka haq toh do.

Mujhko barsat banalo,
Ek lambi raat bana lo,
Apne jazbaat bana lo jaana…

Tere sang guzar jaaye,
Yeh umar jo baaki hai.
Hans do na zara khul ke,
Kaahe ki udaasi hai. (x2)

Subah hoon main aane do.
Mere kaatil, mujhe jeene ka haq toh do.

Mujhko barsaat bana lo.
Ek lambi raat bana lo.
Apne jazbaat bana lo jaana. (x2)

Video Song of Mujhko Barsaat Bana Lo:

Related Song From movie Nachange Saari Raat:

Summary

Song: Mujhko Barsaat Bana Lo
Singer: Armaan Malik
Album: Junooniyat
Lyricist: Rashmi Virag
Music: Jeet Gannguli
Cast: Pulkit Samrat, Yami Gautam
Language: Hindi

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *