Na Main Bhagwan Hoon Lyrics From Movie Mother India (1957). The Old Song is Sung by Mohammed Rafi. And Music Lyrics is written by Shakeel Badayuni. And Song Composed by Naushad. Music Label by Saregama.
Song: | Na Main Bhagwan Hoon |
Singer: | Mohammed Rafi |
Lyrics: | Shakeel Badayuni |
Music: | Naushad |
Movie: | Mother India (1957) |
Na Main Bhagwan Hoon Lyrics – Mother India
Na Main Bhagvan Hun
Na Main Shaitaan Hun
Duniya Jo Chahe Samjhe
Main To Insaan Hun
Na Main Bhagvan Hun
Na Main Shaitaan Hun
Are Duniya Jo Chahe Samjhe
Main To Insaan Hun
Mujh Mein Bhalaai Bhi
Mujh Mein Buraai Bhi
Laakho Hai Mail Dil Mein
Thodi Safaai Bhi
O Mujh Mein Bhalaai Bhi
Mujh Mein Buraai Bhi
Laakho Hai Mail Dil Mein
Thodi Safaai Bhi
Thoda Sa Nek Hun
Thoda Beimaan Hun
Are Duniya Jo Chahe Samjhe
Main To Inasaan Hun
Na Main Bhagvan Hun
Na Main Shaitaan Hun
Bhai Duniya Jo Chahe Samjhe
Main To Insaan Hun
Na Koi Raaj Hai
Na Sar Par Taaj Hai
Phir Bhi Hamare Dam Se
Dharti Ki Laaj Hai
Na Koi Raaj Hai
Na Sar Par Taaj Hai
Phir Bhi Hamare Dam Se
Dharti Ki Laaj Hai
Tan Ka Garib Hun
Mann Ka Dhanvaan Hun, Are
Duniya Jo Chahe Samjhe
Main To Inasaan Hun
Na Mai Bhagvan Hun
Na Mai Shaitaan Hun
Duniya Jo Chahe Samjhe
Main To Insaan Hun
Jivan Ka Geet Hai
Sur Mein Na Taal Mein
Uljhi Hai Saari Duniya
Roti Ke Jaal Mein
Jivan Ka Geet Hai
Sur Mein Na Taal Mein
Uljhi Hai Saari Duniya
Roti Ke Jaal Mein
Kaisa Andher Hai
Main Bhi Hairaan Hun,
Are Duniya Jo Chahe Samjhe,
Main To Inasaan Hun
Na Mai Bhagvan Hun
Na Mai Shaitaan Hun
O Duniya Jo Chahe Samjhe
Main To Insaan Hun
Click Here To Na Main Bhagwan Hoon Lyrics in Hindi:-
Video Song of Na Main Bhagwan Hoon:
Related Song From Movie Mother India (1957):
# Holi Aayi Re Kanhai
# Nagari Nagari Dware Dware
# O Gaadiwale
# Dukh Bhare Din Beete Re Bhaiya
# Pi Ke Ghar Aaj Pyari Dulhaniya Chali
# Ghunghat Nahin Kholoongi Saiyan
# O Mere Lal Aaja
# O Janewalo Jao Na
# Matwala Jiya Dole Piya
Summary
Song: Na Main Bhagwan Hoon
Singer: Mohammed Rafi
Lyrics: Shakeel Badayuni
Music: Naushad
Movie: Mother India (1957)
Music Label: Saregama