Nainon Mein Nindiya Hai Lyrics from movie Joroo Ka Ghulam (1972). The Evergreen Song is Sung by Lata Mangeshkar, Kishore Kumar. And Music Lyrics is written by Anand Bakshi, And Song Composed by Kalyanji Anandji. Music Label by Saregama.
Song: | Nainon Mein Nindiya Hai |
Singer: | Lata Mangeshkar, Kishore Kumar |
Lyrics: | Anand Bakshi |
Music: | Kalyanji Anandji |
Movie: | Joroo Ka Ghulam |
Nainon Mein Nindiya Hai Lyrics – Joroo Ka Ghulam
Haan Toh
Naino Mein Nindiya Hai
Mathe Pe Bindia Hai
To Balo Mein Gajara Hai
Ankho Mein Kajara Hai
Of O
Fir Kaunsi Jagah Hai
Khali O Matwali
Main Kaha Rahunga
O Bolo Kaha Rahuga
Naino Mein Nindiya Hai
Mathe Pe Bindia Hai
To Balo Mein Gajara Hai
Ankho Mein Kajara Hai
Fir Kaunsi Jagah Hai
Khali O Matwali
Main Kaha Rahunga
O Bolo Kaha Rahuga
Teri Galiyo Ka
Main Hun Ek Banjara
Teri Galiyo Ka
Main Hun Ek Banjara
Tere Bin Duniya Mein
Mera Kaun Sahara
Meri Kab Marzi Hai
Hum Mein Ho Ye Duri
Main To Jaan Bhi De Du
Lekin Hai Majburi
Paav Mein Payal Hai
Hatho Mein Anchal Hai
Julfo Mein Khusbu Hai
Palko Mein Jadu Hai
Fir Kaunsi Jagah Hai
Khali O Matwali
Main Kaha Rahunga
O Bolo Kaha Rahuga
Sikhe Koi Tumse
Jhuthi Bat Banana
Arey Sikhe Koi Tumse
Jhuthi Bat Banana
Dekho Dil Na Todo
Karke Saf Bahana
Aise Sapno Ka
Koi Mehal Banao
Mere Beghar Premi
Main Tumko Kaha Basau
Sine Mein Dhadkan Hai
Baho Mein Kangan Hai
Kano Mein Bali Hai
Hotho Pe Lali Hai
Fir Kaunsi Jagah Hai
Khali O Matwali
Main Kaha Rahunga
O Bolo Bolo Kaha Rahuga
Bas Ek Hi Jagah Hai
Khali Ye Dil Vali
Tum Yaha Rahoge Acha,
Tum Yaha Rahoge Acha Ji
Tum Yaha Rahoge Ok,
Tum Yaha Rahoge Thank You
Click Here To Nainon Mein Nindiya Hai Lyrics in Hindi:-
Video Song of Nainon Mein Nindiya Hai:
Related Song from movie Joroo Ka Ghulam (1972):
# Jaam Par Jaam Peene Se
# Taras Gai Re Baras Gai Re
# Kahan Jaen Hum Do Mohabbat Ke Mare
# Aaiye Aap Ko Main
Summary
Song: Nainon Mein Nindiya Hai
Singer: Lata Mangeshkar, Kishore Kumar
Lyrics: Anand Bakshi
Music: Kalyanji Anandji
Movie: Joroo Ka Ghulam (1972)
Music Label: Saregama