Naraye Mastana Lyrics – Deedar Kaur

Naraye Mastana Lyrics

Naraye Mastana Lyrics Lyrics. The Latest Hindi Song is Sung by Deedar Kaur. And Music Lyrics is written by Hazrat Wasif Ali Wasif. And Song Composed by Krsna Solo. Music Label by Times Music.

Song:Naraye Mastana
Singer:Deedar Kaur
Lyrics:Hazrat Wasif Ali Wasif
Music:Krsna Solo

Naraye Mastana Lyrics – Deedar Kaur

Main nara-e-mastana
Main shouqi-e-rindana

Main nara-e-mastana
Main shouqi-e-rindana

Main tashna kahan jaaon
Main tashna kahan jaaon
Pee kar bhi kahan jana

Main nara-e-mastana
Main shouqi-e-rindana

Main nara-e-mastana
Main shouqi-e-rindana

Main souz-e-mohabbat hoon
Main aik qayamat hoon

Main souz-e-mohabbat hoon
Main aik qayamat hoon

Main ashk-e-nadaamat hoon
Main ashk-e-nadaamat hoon
Main gouhar-e-yakdana

Main nara-e-mastana
Main shouqi-e-rindana

Main tashna kahan jaaon
Main tashna kahan jaaon
Pee kar bhi kahan jana

Main nara-e-mastana
Main shouqi-e-rindana

Main nara-e-mastana
Main shouqi-e-rindana

Main tahir-e-lahoti
Main johar-e-malkooti

Main tahir-e-lahoti
Main johar-e-malkooti

Nasoot ne kab mujh ko
Is haal main pehchana

Main nara-e-mastana
Main shouqi-e-rindana

Main nara-e-mastana
Main shouqi-e-rindana

Main nara-e-mastana
Main shouqi-e-rindana

Main tashna kahan jaaon
Main tashna kahan jaaon
Pee kar bhi kahan jana

Main nara-e-mastana
Main shouqi-e-rindana

Main nara-e-mastana
Main shouqi-e-rindana

Click Here To Naraye Mastana Lyrics in Hindi:-

Video Song of Naraye Mastana:

More Related Latest Song:
# Akhri Mulakat
So Ja Pagal
Kisi Ki Muskurahaton Pe Ho
Lambe Ladke
KaleshNikov

Summary

Song: Naraye Mastana
Singer: Deedar Kaur
Lyrics: Hazrat Wasif Ali Wasif
Music: Krsna Solo
Music Label: Times Music

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *