Sher Ka Husn Ho Lyrics – Chambal Ki Kasam (1980)

Sher Ka Husn Ho Lyrics - Chambal Ki Kasam

Sher Ka Husn Ho Lyrics From Movie Chambal ki kasam (1980).The Old Hindi Song is Sung by Mohammed Rafi. And Music Lyrics is written by Sahir Ludhianvi. And Song Composed by Mohammed Zahur Khayyam. Music Label by Saregama.  

Song:Sher Ka Husn Ho
Singer:Mohammed Rafi
Lyrics:Sahir Ludhianvi
Music:Mohammed Zahur Khayyam
Movie:Chambal ki kasam (1980)

Sher Ka Husn Ho Lyrics – Chambal Ki Kasam

Sher ka husn ho
Sher ka husn ho nagme ki jawani ho tum
Ek dhadkti hui ek dhadkti hui
Shadab kahani ho tum sher ka husn ho

Aankh aisi aankh aisi
Ke kaval tumse nishani mange
Zulf aisi zulf aisi
Ke ghata sharam se pani mange
Jis taraf se bhi jis taraf se bhi
Nazar dale suhani ho tum
Sher ka husn ho

Jism aisa jism aisa ke
Ajanta ka amal yaad aaye
Sangemarmar me dhala
Sangemarmar me dhala
Tajmahal yaad aaye
Pighle pighle pighle pighle huye
Rango ki ravani ho tum
Sher ka husn ho

Dhadkne bunti hai jisko
Wo tarana ho tum
Sach kaho kis ke mukaddar
Ka khazana ho tum
Mujhpe mahir ho
Mujhpe mahir ho ke
Dushman ki diwani ho tum
Sher ka husn ho nagme ki jawani ho tum
Sher ka husn ho sher ka husn ho.

Click Here to Sher Ka Husn Ho Lyrics in Hindi:-

Video Song of Sher Ka Husn Ho:

Related Song From Movie Chambal ki kasam (1980):
Marta Hai Koi To Mar Jaaye
Kuch Aur Behak Jau
Simti Hui Yeh Ghadiyan
Parmeshwar
Chanda Re Mere Bhaiya Se Kahna

Summary

Song: Sher Ka Husn Ho
Singer: Mohammed Rafi
Lyrics: Sahir Ludhianvi
Music: Mohammed Zahur Khayyam
Movie: Chambal ki kasam (1980)
Music Label: Saregama

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *