Thode Kam Ajnabi lyrics Song from movie Paggalait, The Song is sung by Arijit Singh & Himani Kapoor . And Music is written by Neelesh Misra. & music composed By Arijit Singh.
Song: | Thode Kam Ajnabi |
Singer: | Arijit Singh and Himani Kapoor |
Lyrics: | Neelesh Misra. |
Movie: | Paggalait |
Thode Kam Ajnabi Lyrics – Paggalait / Arijit Singh
Thode gham kam abhi
Ho aa thode se kam ajnabi
Mere dil ke ghar mein
Khidki nayi hai khul gayi
Thode se kam ajnabi
Thode se kam ajnabi
Khawahishein nayi
Hothon ke munderon pe
Chhipi hai dheron
Chhoti chhoti si khushi
Ho aa thode se kam ajnabi
Achhi si lage hai zindagi
Dil chiraiya ho ho chiraiya
Dil chiraiya nayi baatein bole hamka
Muskurayein hum kyon bewajah
Taaka jhaanki toka taaki
Karta jaaye dil zid pe ada
Maine naa ki isne haan ki
Dhoop chhanv bunte sath kabhi
Bhool bhuliya mein mil jo jaate
Raste tere mere sabhi
Khwahishein nayi
Khawahishein nayi
Hothon ke munderon pe
Chhipi hai dheron
Chhoti chhoti si khushi
Ho aa thode se kam ajnabi
Achhi si lage hai zindagi
Hothon ke munderon pe
Chhipi hai dheron
Chhoti chhoti si khushi
Ho aa thode se kam ajnabi
Achhi si lage hai zindagi
Click Here to Thode Kam Ajnabi Lyrics in Hindi:-
Video Song of Thode Kam Ajnabi:
Related More Songs By Arijit Singh:
# Oh Saaiyaan
# Zinda Dili
# Khushmizaaj – Darbaan
# Sayonee
# View More
Summary
Song: Thode Kam Ajnabi
Movie: Paggalait
Singer: Arijit Singh and Himani Kapoor
Lyrics: Neelesh Misra.
Music: Arijit Singh