Zindagi Bata De Lyrics – Tony Kakkar

Zindagi Bata De Lyrics – Tony Kakkar

Zindagi Bata De Lyrics. The Latest Hindi Song is Sung by Tony Kakkar. And Music Lyrics is written by Tony Kakkar. And Song Composed by Tony Kakkar. Music Label by Tony Kakkar.

Song:Zindagi Bata De
Singer:Tony Kakkar
Lyrics:Tony Kakkar
Music:Tony Kakkar

Zindagi Bata De Lyrics – Tony Kakkar

Zindagi bata de
Kyun tu khafa hai
Sansein hi toh le raha hun
Yeh bhi kya gunah hai

Zindagi bata de
Kyun tu khafa hai
Sansein hi toh le raha hun
Yeh bhi kya gunah hai

Mere apne nahi hai nahi hai kyun
Mere sapne nahi hai nahi hai kyun
Mujhe khud se ummeedein hai
Naa jaane kyun
Logon se umeedein nahi hai kyun

Meri barbaadi chahat saaro ki thi
Ek fehrist lambi rishtedaron ki thi
Mujhe ik shaks apna nahi kyun dikha
Kal mehfil mein bheed hazaron ki thi

Zindagi bata de
kyun tu khafa hai
Saansein hi toh le raha hun
Yeh bhi kya gunah hai

Zindagi bata de
kyun tu khafa hai
Sansein hi toh le raha hun
Yeh bhi kya gunah hai

Maine jaana yeh duniya sirf
Matlab se chalti hai
Ho gayi mohabbat
Yeh meri hi galti hai
Apno ko khone dar nahi kisi ko
Duniya hain babu paise se darti hai

Dikhta hai nuksaan dikhta nafa hai
Paiso se bikti hain bikti wafa hai
Har cheez ka mol hota yahan pe
Laakhon rupaye ki ek ek aada hai

Zindagi bata de
kyun tu khafa hai
Sansein hi toh le raha hun
Yeh bhi kya gunah hai

Zindagi bata de
kyun tu khafa hai
Sansein hi toh le raha hun
Yeh bhi kya gunah hai

Mere yaar mar jana hai jana hai
Zindagi haqeeqat hai ya fasana hai
Jaana hain jana hai jana hai
Zindagi haqeeqat ya fasana hai

Zindagi bata de
kyun tu khafa hai
Sansein hi toh le raha hun
Yeh bhi kya gunah hai

Click Here to Zindagi Bata De Lyrics in Hindi:-

Video Song of Zindagi Bata De:

More Songs by Tonny Kakkar:
# Main Akela Hoon
Mud Mud Ke
Kanta Laga
Band Baj Gaya

Summary

Song: Zindagi Bata De
Singer: Tony Kakkar
Lyrics: Tony Kakkar
Music: Tony Kakkar
Music Label: Tony Kakkar

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *