Balma Aisa Na Nikle Lyrics – Aakanksha Sharma

Balma Aisa Na Nikle Lyrics – Aakanksha Sharma

Balma Aisa Na Nikle Lyrics From Movie Marudhar Express (2019). The Hindi Song is Sung by Aakanksha Sharma. And Music Lyrics is written by Sameer Anjaan. And Song Composed by Shamir Tandon. Music Label by Zee Music Company.

Song:Balma Aisa Na Nikle
Singer:Aakanksha Sharma
Lyrics:Sameer Anjaan
Music:Shamir Tandon
Movie:Marudhar Express (2019)

Balma Aisa Na Nikle Lyrics – Aakanksha Sharma

Kuch hi dino mein saadi meri
Hone wali hai
Arre kis se raani
Iss bulbul ki ab aazadi
Hone wali hai

Duniya meri dil ki baat
Samajh nahi paati hai
Arre duniya ki aisi ki taisi
Koi to puche kya mujhko haye
Fikar satati hai

Balma aisa na nikle
Balma waisa na nikle
Sochun main to ghadi ghadi
Soch pe bas na mera chale

Ho balma aisa na nikle
Balma waisa na nikle
Sochun main to ghadi ghadi
Soch pe bas na mera chale

Aisa na nikle balma
Waisa na nikle
Aisa na nikle balma
Waisa na nikle

Ho balma aisa na nikle
Balma waisa na nikle
Sochun main to ghadi ghadi
Soch pe bas na mera chale

Ka karungi main
Agar balma ke muh mein badboo
Aaye haye

Ka karungi main
Agar balma ke muh mein badboo
Ulti aayegi jo
Mujhse kahega chumma de tu

Bas chala to ghish dungi
Manjan se daant main uske
Bas chala to ginsh dungi
Manjan se daant main uske
Oh balma

Ho balma aisa na nikle
Balma waisa na nikle
Sochun main to ghadi ghadi
Soch pe bas na mera chale

Ho balma aisa na nikle
Balma waisa na nikle
Sochun main to ghadi ghadi
Soch pe bas na mera chale

Ka karungi main
Agar balma maare kharaante
Shhhh

Ka karungi main
Agar balma maare kharaante
Apni footi kismat ko
Marungi main to chaante

Bas chala to rui bhar dungi
Main naak me uske
Bas chala to rui bhar dungi
Main naak me uske
Oh balma

Ho balma aisa na nikle
Balma waisa na nikle
Sochun main to ghadi ghadi
Soch pe bas na mera chale

Ho balma aisa na nikle
Balma waisa na nikle
Sochun main to ghadi ghadi
Soch pe bas na mera chale

Balma jo nikla smart
To tum jyada duffer lagogi
Balma gaya London
To tum India mein suffer karogi

Tumne jyada tantrum
Dikhlaye to yeh hoga
Sakhiyan tumhe replace
Kar dengi milegi dhokha

Thoda sudhar jaao ki tum
Koi miss world nahi ho
Perfect nahi balma
Magar tum bhi perfect nahi ho

Ka karungi main agar
Mera balmaa flirt karega
Aaye haaye ka karungi main

Ka karungi main agar
Mera balmaa flirt karega
Mere dil ko tadpayega
Mujhko hurt karega

Bas chalega to
FIR karwa dungi uski
Bas chalega to
FIR karwa dungi uski
Oh balma

Ho balma aisa na nikle
Balma waisa na nikle
Sochun main to ghadi ghadi
Soch pe bas na mera chale

Ho balma aisa na nikle
Balma waisa na nikle
Sochun main to ghadi ghadi
Soch pe bas na mera chale

Ka karungi main agar
Balma nikla sharabi

Ka karungi main agar
Balma nikla sharabi
Der raat ko ghar aayega
Karke nasha kababi

Bas chala to deke chaar
Chhuda dungi latt uski
Bas chala to deke chaar
Chhuda dungi latt uski
Oh balma

Ho balma aisa na nikle
Balma waisa na nikle
Sochun main to ghadi ghadi
Soch pe bas na mera chale

Ho balma aisa na nikle
Balma waisa na nikle
Sochun main to ghadi ghadi
Soch pe bas na mera chale

Haan aisa na nikle balma
Waisa na nikle
Aisa na nikle balma
Waisa na nikle

Ho balma aisa na nikle
Balma waisa na nikle
Sochun main to ghadi ghadi
Soch pe bas na mera chale haye

Click Here to Balma Aisa Na Nikle Lyrics in Hindi:-

Video Song of Balma Aisa Na Nikle:

Related Song From Movie Marudhar Express (2019):
Mirza Ve
Tum Chale Gaye
Chaasni Si
Tujhse Pehle Tujhse Zyada

Summary

Song: Balma Aisa Na Nikle
Singer: Aakanksha Sharma
Lyrics: Sameer Anjaan
Music: Shamir Tandon
Movie: Marudhar Express (2019)
Music Label: Zee Music Company

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *