Bhakt Vatsal Namah Lyrics – Hansraj Raghuwanshi

Bhakt Vatsal Namah Lyrics – Hansraj Raghuwanshi

Bhakt Vatsal Namah Lyrics. The Bhakti Hindi is Sung by Hansraj Raghuwanshi. And Music Lyrics is written by Ricky T Giftrulerz. And Song Composed by Ricky T Giftrulerz. Music Label by Hansraj Raghuwanshi.

Song:Bhakt Vatsal Namah
Singer:Hansraj Raghuwanshi
Lyrics:Ricky T Giftrulerz
Music:Ricky T Giftrulerz

Bhakt Vatsal Namah Lyrics – Hansraj Raghuwanshi

Aaya hoon main dar pe tere dekh Shankara
thodi si jagah sharan mein de de Shankara
teri sharan mein aake Bholenath
door ho Jaati hai har pareshani
tune hi likhi hai meri Ye dasta
tu hi sawaare ga meri kahaani
yoon Na mujhko door kar
ab to mujhko khud mein sama

bhakt Vatsalaye namaha
sheet kanthaye namaha
kirpa mujh par rakhna
Meri galtiyon ko karke shama

Bhakt Vatsalaye namaha
sheet kanthaye namaha
kirpa mujh par rakhna
Meri galtiyon ko karke shama

Lamha lamha Bhole saath mein Bitaun
Tujhpe Bhole apna haq main Jatau
Haal kya hai tere bin tu hi Jaane
Shiv se prem kitna kaise main bataun

Milne ko tujhse kyun bekarar hoon main
Na Hogi tere andar se ravaani
Zindagi mein meri Behati hai khushiyan
Jaise ho Bhehata samandar mein Paani

Yoon na mujhko door kar
Ab to mujhko khud mein sama

Bhakt Vatsalaye namaha
sheet kanthaye namaha
kirpa mujh par rakhna
Meri galtiyon ko karke shama

Bhakt Vatsalaye namaha
sheet kanthaye namaha
kirpa mujh par rakhna
Meri galtiyon ko karke shama

Ahe bhole tere charno ki
dhol ka main kan ban Jaun
jeevan ke saare bandhanon Se
Shankar ji khud ko mukt Paaun
tu jism jaan Bhole ab tera ho gaya hai
Khud ka vajood bhi mera ab kahin kho gaya hai

Saare jagat ke tum hi ho Raja
Aur Gaura Maiya Jagat ki hai raani
jab tak na doge darasan mujhe
Tab tak karta rahunga main yunhi man maani

Yoon na mujhko door kar
Ab to mujhko khud mein sama

Bhakt Vatsalaye namaha
Sheet kanthaye namaha
Kirpa mujh par rakhna
Meri galtiyon ko karke shama

Bhakt Vatsalaye namaha
Sheet kanthaye namaha
Kirpa mujh par rakhna
Meri galtiyon ko karke shama

Click Here to Bhakt Vatsal Namah Lyrics in Hindi:-

Video Song of Bhakt Vatsal Namah:

Related More Bhakti Song:
# Bajrangbali Aur Main
Prabhu Ji Mujhko Bhul Gay Kya
Shankaraay
Aatma Jaag Gai
Shiv Shiv Bole Ja

Summary

Song: Bhakt Vatsal Namah
Singer: Hansraj Raghuwanshi
Lyrics: Ricky T Giftrulerz
Music: Ricky T Giftrulerz
Music Label: Hansraj Raghuwanshi

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *