Jiska Chatata Hai Usi Ko Katata Hai Lyrics – Akshara Singh

Jiska Chatata Hai Usi Ko Katata Hai Lyrics

Jiska Chatata Hai Usi Ko Katata Hai Lyrics. The Latest Bhojpuri Song is Sung by Akshara Singh. And Music Lyrics is written Manoj Matlabi. And Song Composed by Avinash Jha Ghunghru Ji. Music Label by Akshara Singh.

Song:Jiska Chatata Hai Usi Ko Katata Hai
Singer:Akshara Singh
Lyrics:Manoj Matlabi
Music:Avinash Jha Ghunghru Ji

Jiska Chatata Hai Usi Ko Katata Hai Lyrics – Akshara Singh

Koi aisa saga nahi hai
Jise tune thaga nahi hai
Itihaas ki baat karte ho ?
Tumse ganda itihaas kiska hai ?
Tu aadat se hi ganda hai
Gaddari tera dhandha hai
Ye main nahi, sab jante hai !
Tu gidhdh hai gosht ko nochane wala
Kisko gyaan tu baatega

Has has ke jiska chatega
Usi ko ik din kaatega
Has has ke jiska chatega
Usi ka gardan kaatega

Kya kahun tere bare me
Kitna gira hua hai
Uski life narak ho jaati
Jisko tune chhua hai

Kya kahun tere bare me
Kitna gira hua hai
Uski life narak ho jaati
Jisko tune chhua hai

Tere sare apne chhod chuke hai
Ab tu kisko chhatega

Has has ke jiska chatega
Usi ko ik din kaatega
Has has ke jiska chatega
Usi ka gardan kaatega

Khun se hath range hai
Tu hai ik hatyaara
Parda padaa tere chahere pe
Daaru tera sahaara

Khun se hath range hai
Tu hai ik hatyaara
Parda padaa tere chahere pe
Daaru tera sahaara

Ye duniya tujh pe thuk rahi hai
Kisko kisko daatega

Has has ke jiska chatega
Usi ko ik din kaatega
Has has ke jiska chatega
Usi ka gardan kaatega

Has has ke jiska chatega
Usi ko ik din kaatega
Has has ke jiska chatega
Usi ko ik din kaatega

Abhi maun hoon !
Aage pata chalega ke kaun hoon !

Click Here To Jiska Chatata Hai Usi Ko Katata Hai Lyrics in Hindi:-

Video Song of Jiska Chatata Hai Usi Ko Katata Hai:

Related More Bhojpuri Song:
# Jisse Fasegi Usi Ko Dasegi
Machhriya
Gore Gore Dehiya Pa Lal Sadiya
Marad Ke Dihal Darad
Piya Hota Darad Jore Jor

Summary

Song: Jiska Chatata Hai Usi Ko Katata Hai
Singer: Akshara Singh
Lyrics: Manoj Matlabi
Music: Avinash Jha Ghunghru Ji
Music Label: Akshara Singh

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *