Kaun Tujhe Lyrics – Renuka Panwar

Kaun Tujhe Lyrics – Renuka Panwar

Kaun Tujhe Lyrics. The Latest Haryanvi Song is Sung by Renuka Panwar. And Music Lyrics is written by Renuka Panwar, Manoj Muntashir. Song Composed by Amaal Mallik. And Music Label by T-Series Haryanvi.

Song:Kaun Tujhe
Singer:Renuka Panwar
Lyrics:Renuka Panwar, Manoj Muntashir
Music:Amaal Mallik

Kaun Tujhe Lyrics – Renuka Panwar

Har Pal Tanne Sochun Main
Tujhme Hi Khoyi Rehti Hoon
Tere Dil Ke Andar Main
Dhadkan Banke Dhadakti Hoon

Naam Tera Jad Leve Koyi
Tere Naam Se Haami Bharti Hoon
Kaun Tanne Nyun Pyar Karega
Jis Tariya Main Karti Hoon

Haan Aa Aa Aa
Haan Aa Aa Aa

Tu Ae Se Duniya Meri
Tu Ae Se Mera Jahaan
Bin Kahe Sunn Loon Main
Jo Tere Dil Mein Chhupa

Suniye Sada Ae
Kehve Se Hawa Yeh
Tujhme Meri Duniya Basi

Tere Bina Jo Jeena Pade
Us Pal Te Main Darti Hoon
Kaun Tanne Nyun Pyar Karega
Jis Tariya Main Karti Hoon

Haan Aa Aa Aa
Haan Aa Aa Aa

Tere Ishq Ki Hawa
Rooh Ne Meri Chhoo Gayi
Kaisa Yo Jaadu Karya
Main Ab Main Na Rahi

Kaisa Safar Hai
Na Koyi Bhi Dar Hai
Dil Mera Jaave Re Uda

Tu Baarish Banke Aaya
Main Boond Ki Tarah Barasti Hoon
Kaun Tanne Nyun Pyar Karega
Jis Tariya Main Karti Hoon

Haan Aa Aa Aa
Haan Aa Aa Aa.

Click Here to Kaun Tujhe Lyrics in Hindi:-

Video Song of Kaun Tujhe:

Related More Haryanvi Song:
# Heel Ke Sandal
Zeher
Cigarette
Gaadi On Road
Jhanjhar
Hichki

Summary

Song: Kaun Tujhe
Singer: Renuka Panwar
Lyrics: Renuka Panwar, Manoj Muntashir
Music: Amaal Mallik
Music Label: T-Series Haryanvi

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *