Kya Haal Hai Mere Is Dil Ka Lyrics – Shukriya

Shukriya (2004)

Kya Haal Hai Mere Is Dil Ka Lyrics From Movie Shukriya (2004). The Hindi Song is Sung by Udit Narayan, Alka Yagnik. And Music Lyrics is written by Vishal. And Song Composed by Himesh Reshammiya. Music Label by T-Series.

Song:Kya Haal Hai Mere Is Dil Ka
Singer:Udit Narayan, Alka Yagnik
Lyrics:Vishal
Music:Himesh Reshammiya
Movie:Shukriya

Kya Haal Hai Mere Is Dil Ka Lyrics – Shukriya

Mohabbat Mein Kitne
Hai Betaab Hum
Tumhe Kya Bataye
Kya Bataye Sanam
Kya Bataye Sanam
Tumhe Kya Bataye
Kya Bataye O Sanam
Kya Bataye Sanam

Aapse Hi Sajna
Chudi Payal Kangana
Aapse Hi Sajna
Chudi Payal Kangana
Aapse Hi Mere
Pyar Ka Ye Gehna

Kya Haal Hai
Is Mere Dil Ka
Kya Dard Hai
Meri Mushkil Ka

Kya Haal Hai
Is Mere Dil Ka
Kya Dard Hai
Meri Mushkil Ka

Mohabbat Mein Kitne
Hai Betaab Hum
Tumhe Kya Bataye
Kya Bataye Sanam
Kya Bataye Sanam

Tumhe Kya Bataye
Kya Bataye O Sanam
Kya Bataye Sanam

Kya Haal Hai
Is Mere Dil Ka
Kya Dard Hai
Meri Mushkil Ka

Mohabbat Mein Kitne
Hai Betaab Hum
Tumhe Kya Bataye
Kya Bataye Sanam
Kya Bataye Sanam

Tumhe Kya Bataye
Kya Bataye O Sanam
Kya Bataye Sanam

maahi tere bin kuchh na bhaayo re
kuchh na bhaayo re
maahi tero pyar dil pe chhayo re
dil pe chhayo re

Hum Kitne Tanha The
Ek Suna Lamha The
Hum Kitne Tanha The
Ek Suna Lamha The
Tum Jo Mile To
Har Dhadkan se Aawaz Aayi
Jannat Payi O Saajna O Saajna

Aapse Hi Saanse
Aapse Hi Dhadkan
Aapse Hi Chaahat
Aapse Hi Bandhan

Tu Hi Nishaan Meri Manjil Ka
Kya Dard Hai Meri Mushkil Ka
Mohabbat Mein Kitne Hai Betaab Hum

Tumhe Kya Bataye
Kya Bataye Sanam
Kya Bataye Sanam
Tumhe Kya Bataye
Kya Bataye O Sanam
Kya Bataye Sanam

Hum Tumpe Marte Hai
Ishk Tumhe Karte Hai
ho Hum Tumpe Marte Hai
Ishk Tumhe Karte Hai

Tum Ne Dikhaye Kitne Hi Sapne
Kitne Hi Arma Bhul Naa Jaana
O Saajna O Saajna

Keh Rahi Hai Aankhe
Naa Kate Ab Raate
Keh Rahi Hai Bindiya
udd Chuki Hai Nindiya

Aashik Hun Main Tere Is Dil Ka
Kya Dard Hai Meri Mushkil Ka
Mohabbat Mein Kitne Hai Betaab Hum

Tumhe Kya Bataye
Kya Bataye Sanam
Kya Bataye Sanam
Tumhe Kya Bataye
Kya Bataye O Sanam
Kya Bataye Sanam

Tumhe Kya Bataye
Kya Bataye Sanam
Kya Bataye Sanam
Tumhe Kya Bataye
Kya Bataye O Sanam
Kya Bataye Sanam

Tumhe Kya Bataye
Kya Bataye Sanam
Kya Bataye Sanam
Kya Bataye Sanam
Kya Bataye Sanam
Kya Bataye Sanam

Click Here To Kya Haal Hai Mere Is Dil Ka Lyrics in Hindi:-

Video Song of Kya Haal Hai Mere Is Dil Ka:

Related Song From Movie Shukriya (2004):
Dil Ai Dil
Leti Hai Yeh Zindagi
Ni Soniye
Tumhara Tumhara
Aankhon Aankhon Mein
# Tumhe Jitna Bhulate Hain
Maine Poochha Kudrat Se

Summary

Song: Kya Haal Hai Mere Is Dil Ka
Singer: Udit Narayan, Alka Yagnik
Lyrics: Vishal
Music: Himesh Reshammiya
Movie: Shukriya (2004)
Music Label: T-Series

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *