Mirza Lyrics – Maidaan

Mirza Lyrics

Mirza Lyrics From Movie Maidaan. The Latest Hindi Song is Sung by Javed Ali, Richa Sharma. And Music Lyrics is written by Manoj Muntashir. Song Composed by A R Rahman. Music Label by Saregama Music.

Song:Mirza
Singer:Javed Ali, Richa Sharma
Lyrics:Manoj Muntashir
Music:A R Rahman
Movie:Maidaan

Mirza Lyrics – Maidaan

Kiye ratan nichhawar maayi ri,
Maine moti kiye hai daan,
Praan diye jo piya mile to,
Abhi tajoon main praan,
Abhi tajoon main praan.

Oo ghar aaya mera mirza,
Ghar aaya mera mirza,
Ghar aaya mera mirza,
Ghar aaya re!.

Ghar aaya mera mirza,
Ghar aaya mera mirza,
Ghar aaya mera mirza,
Ghar aaya re!.

Meri jaan tu meri saans tu,
Mere dil ki hai aawaz tu,
Hai duaaon sa meri paas tu,
Meri jaan tu meri saas tu.

Ye roshni ye barishein,
Har aur hai jo raunaqeen,
Ye roshni ye barishein,
Ye nematein ye daulatein.

Oh sab laya mera mirza,
Ghar aaya mera mirza,
Ghar aaya mera mirza,
Ghar aaya re!.

Kitni muradein mangi,
Tab paya mera mirza,
Mann bhaya mera mirza,
Ghar aaya re!.

Dill ki dargahon ka tu,
Tu hi to murshid hai re,
Sun le duaa o saaiyaan.

Teri fakiri main hi,
Meri ameeri hai re,
O sajna jaane aa.

Man bhaaya mera mirza,
Ghar aaya mera mirza,
Ghar aaya mera mirza,
Ghar aaya re.

Man bhaaya mera mirza,
Ghar aaya mera mirza,
Ghar aaya mera mirza,
Ghar aaya re.

Kitni muradein mangi,
Tab paya mera mirza,
Ghar aaya mera mirza aa!.

Meri jaan tu meri saas tu,
Mere dil ki hai aawaz tu,
Jo chhupaun main hain woh raaz tu,
Mera kalma tu hain namaz tu.

Hain duao sa meri paas tu,
Meri jaan tu meri saas tu,
Jahan bant rahi thi niyamatein,
Usi jaadui se bazar me.

Koi motiyon pe nisaar tha,
Koi chaand ka kharidar tha,
Main fana hui teri aag me,
Bade shauk se mere bhaag me,
Likhwaya mera mirza!,
Ghar aaya mera mirza,
Ghar aaya mera mirza,
Ghar aaya mera mirza.

Ye pani pani palkein,
Muskaanein dar dar baante,
Sadiyon ki jaagi aankhein,
Needon ko chaadar baatein.

Dar kya dopaharon me,
Hai saaya mera mirza,
Ghar aaya mirza.

Ghar aaya mera mirza,
Ghar aaya mera mirza,
Ghar aaya mera mirza…

Click Here To Mirza Lyrics in Hindi:-

Video Song of Mirza:

More Related Latest Song:
# Main Yaad Aaunga
Taade
Tu Hai Aafareen
Phulari
Main Yeh Bhi Nahi Jaanta

Summary

Song: Mirza
Singer: Javed Ali, Richa Sharma
Lyrics: Manoj Muntashir
Music: A R Rahman
Movie: Maidaan
Music Label: Saregama Music

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *