Na Na Karte Lyrics – Ram Avtar

Na Na Karte Lyrics

Na Na Karte Lyrics from Movie Ram Avtar (1988). The Old Song is Sung by Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz, Udit Narayan. And Music Lyrics is written by Anand Bakshi. And Song Composed by Laxmikant-Pyarelal. Music Label by T-Series.

Song:Na Na Karte
Singer:Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz, Udit Narayan
Lyrics:Anand Bakshi
Music:Laxmikant-Pyarelal
Movie:Ram Avtar

Na Na Karte Lyrics – Ram Avtar

O Maahi O Sai Yeh Kya Kiya
Toone Yeh Kya Kiya
Toone Yeh Kya Kiya

Na Jaane Kab Kya Kar Baithe
Dil Aisa Deewana Hai
Dil Ko Thaam Ke Rakhna Logon
Mausam Bada Suhana Hai

Na Na Na Na Na Na Na….
Na Na Na Karte Karte Ikrar Kar Liya
Ho Logo Ram Duhayi
Ho Logo Ram Duhayi
Maine Pyar Kar Liya
Maine Pyar Kar Liya

Dil De Diya Maine Dil Le Liya
Dil De Diya Maine Dil Le Liya
Yeh Kya Kiya, Yeh Kya Kiya, Aalta
Yeh Kya Kiya Toone Yeh Kya Kiya
Hmm Dil De Diya Maine Dil Le Liya
Dil De Diya Maine Dil Le Liya

Na Na Na Na Na Na Na…
Na Na Na Karte Karte Ikrar Kar Liya
Ho Logo Ram Duhayi
Ho Logo Ram Duhayi
Maine Pyar Kar Liya
Maine Pyar Kar Liya

Dil De Diya Maine Dil Le Liya
Dil De Diya, Dil Le Liya

Chain Aur Nindiya Kho Jaaye
Jaan Bhi Jaati Hai To Jaaye
Chain Aur Nindiya Kho Jaaye
Jaan Bhi Jaati Hai To Jaaye
Ab Jo Hona Hai Ho Jaaye

Bas Ji Bas Bas Ji Bas
Bas Ji Bas Bas Ji Bas
Intzar Kar Liya
Intzar Kar Liya
Intzar Kar Liya

Dil De Diya Maine Dil Le Liya
Dil De Diya Maine Dil Le Liya, Aalta
Dil De Diya, Dil Le Liya

O O O Aa Aa Aa

Iss Dil Ki Baaton Mein Aake
Ek Dooje Ka Dil Dhadka Ke
Iss Dil Ki Baaton Mein Aake
Ek Dooje Ka Dil Dhadka Ke

Ek Dooje Ki Kasam Utha Ke
Kasam Utha Ke
Ek Dooje Pe Humne
Ek Dooje Pe Humne
Aitbar Kar Liya
Aitbar Kar Liya
Aitbar Kar Liya

Dil De Diya Maine Dil Le Liya
Dil De Diya Maine Dil Le Liya

Na Na Na Na Na Na Na
Na Na Na Karte Karte Ikrar Kar Liya
Ho Logo Ram Duhayi
Ho Logo Ram Duhayi
Maine Pyar Kar Liya
Maine Pyar Kar Liya

Dil De Diya Maine Dil Le Liya
Dil De Diya Maine Dil Le Liya

Yeh Kya Kiya, Yeh Kya Kiya
Yeh Kya Kiya Toone Yeh Kya Kiya
Dil De Diya Maine Dil Le Liya, Aalta
Dil De Diya, Dil Le Liya

Click Here To Na Na Karte Lyrics in Hindi:-

Video Song of Na Na Karte:

Related Song from Movie Ram Avtar (1988):
Nigore Mardon Ka
Teri Bewafai Ka Shikwa
# Anguli Mein Angoothi
Ek Duje Ke Vaste

Summry

Song: Na Na Karte
Singer: Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz, Udit Narayan
Lyrics: Anand Bakshi
Music: Laxmikant-Pyarelal
Movie: Ram Avtar (1988)
Music Label: T-Series

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *