Saanson Ka Chalna Lyrics – Jeet

Saanson Ka Chalna Lyrics

Saanson Ka Chalna Lyrics From Movie Jeet (1996). The 90’s Song is Sung by Alka Yagnik, Udit Narayan. And Music Lyrics is written by Sameer. And Song Composed by Nadeem Saifi, Shravan Rathod. Music Label by Tips Official.

Song:Saanson Ka Chalna
Singer:Alka Yagnik, Udit Narayan
Lyrics:Sameer
Music:Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Movie:Jeet (1996)

Saanson Ka Chalna Lyrics  – Jeet

Saanson ka chalna dil ka machalna
Saanson ka chalna dil ka machalna
Jiski badaulat hain teri mohabbat hain
O o teri mohabbat hain
Saanson ka chalna dil ka machalna
Saanson ka chalna dil ka machalna
Jiski badaulat hain teri mohabbat hain
O o teri mohabbat hain

Khwaabon mein aana aake sataana
Khwaabon mein aana aake sataana
Jiski sharaarat hain teri mohabbat hain
O o teri mohabbat hain

Tere jaisa nahi koi nahi
Koi meri jaan-e-wafa
Tera hasna tera chalna
Nahi dekhi maine aaisi adaa
Tere jaisa nahi koi nahi
Koi meri jaan-e-wafa
Tera hasna tera chalna
Nahi dekhi maine aaisi adaa
Ye khushbu ye aankhen ye chehara
Tu lagti hai kamseen pari
Main hota agar koi shaayar
To karta koi shaayari
Kesu giraana daaman mein aana
Kesu giraana daaman mein aana
Kiski inaayat hain teri mohabbat hain
O o teri mohabbat hain

Na na na jaalima na na na na na na

Tere charche teri yaaden
Teri baahon mein khoyi rahi
Tera jalwa nazar mein tha
Main to jaagi ya soyi rahi
Tere charche teri yaaden
Teri baahon mein khoyi rahi
Tera jalwa nazar mein tha
Main to jaagi ya soyi rahi
Meri dhadkano pe likhi hain
Kahaani teri jaaneja
Main hone lagi dheere
Dheere deewaani teri jaaneja
Is zindagi ko deewaanagi ko
Is zindagi ko deewaanagi ko
Kiski jarurat hain teri mohabbat hain
O o teri mohabbat hain

Saanson ka chalna dil ka machalna
Saanson ka chalna dil ka machalna
Jiski badaulat hain teri mohabbat hain
O o teri mohabbat hain

Khwaabon mein aana aake sataana
Saanson ka chalna dil ka machalna
Khwaabon mein aana aake sataana
Jisaki badolat hain teri mohabbat hain
O o teri mohabbat hain.

Click Here To Saanson Ka Chalna Lyrics in Hindi:-

Video Song of Saanson Ka Chalna:

Related Song From Movie Jeet (1996):
Dil Ka Kya Kare Sahib
# Abhi Sans Lene Ki Fursat Nahin Hai
Tu Dharti Pe Chaahe
Waadon Se Nahi Yaadon Se Nahi
Yaara O Yaara
Sajan Ghar Aana

Summary

Song: Saanson Ka Chalna
Singer: Alka Yagnik, Udit Narayan
Lyrics: Sameer
Music: Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Movie: Jeet (1996)
Music Label: Tips Official

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *