Shree Ganesh Aarti – Lyrics in Hindi

Shree-Ganesh-Aarti
Aarti: Jai Ganesh Deva
Album: Aartiyan
Singer:Anuradha Paudwan
Music Director: Arun Paudwal
Music label: T-Series

Shree Ganesh Aarti – Lyrics in Hindi

Jai ganesh jai ganesh jai ganesh deva
mata jaki parvati, pita mahadeva

ekadanta dayavanta, char bhujadhaari
mathe par tilak sohe, muse ki savari

paan charhe, phool charhe aur charhe meva
ladduan ka bhog lage, sant karein seva

Jai ganesh jai ganesh jai ganesh deva
mata jaki parvati, pita mahadeva

andhe ko aankh deta, korhina ko kaya
baanjhana ko putra deta, nirdhana ko maya

soora shyama sharana aaye, saphal kije seva
mata jaki parvati, pita mahadeva

maata jaki parvati, pitaa mahadeva
mataa jaki parvati, pita mahadeva..

Video Of Shree Ganesh Aarti:

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *