Tere Bina Lyrics – Bella

Tere Bina Lyrics

Tere Bina Lyrics. The Latest Hindi Rap Song is Sung by Bella. And Music Lyrics is written by Bella. And Song Composed by Bella. Music Label by BellaOfficials.

Song:Tere Bina
Singer:Bella
Lyrics:Bella
Music:Bella

Tere Bina Lyrics – Bella

Tere Bin, Tere Bin Na, Tere Bin Na
Zabardasti Ye Zindagi
Na Ji Paunga Mai
Tere Bin Na, Tere Bin Na, Aao Na
Aake Bacha Le Is Tanhayi Me
Marjaunga Mai

Itni Asaani Se Kaha Mai
Tujhko Kuch Na De Saka
Mere Yaaro Ke Saamne
Mujhko Begana Kar Diya

Maine Gusse Mai Tujhpe
Cheeze Feki Cheeze Feki
Tere Zakham Dikha Ke
Tune Bhi Bayana Kar Diya

Tujhpe Chillaya Mai
Tu Jaati Hi Nahi
Sabko Tere Mere Riste Mai
Kitni Khaami Keh Rahi

Sab Tere Bin, Tere Bin,
Tere Bin Na, Tere Bin Na
Zabardasti Ye Zindagi
Na Ji Paunga Mai
Tere Bin Na, Tere Bin Na, Aao Na
Aake Bacha Le Is Tanhayi Me
Marjaunga Mai

Sayad Diwana Tha Tu Jismo Ka
Tu Jismo Mai Raha
Unhe Tera Pata Batana Kyu
Gairo Ko De Diya
Is Kadar Mai Tujhse
Baate Karta Hoon
Is Kadar Mai Tujhko
Khone Se Darta Hoon

Kya Koi Aur Aisa Kar Payega
(Bolo Na)
Ussey Pehle Yeh Dil Mar Jaayega
(Sach Hai Na)
Sataane Tumko Aata Rahunga
(Ussey Kaho)
Rulaane Tujhko Aata Rahunga

Tadap Raha Hoon
Tere Bin, Tere Bin Na, Tere Bin Na
Zabardasti Ye Zindagi
Na Ji Paunga Mai
Tere Bin Na, Tere Bin Na, Aao Na
Aake Bacha Le Is Tanhayi Me
Marjaunga Mai

Zamana Khud Toh
Itna Besharam Par
Mujhko Taane De Raha
Mujhe Na Nibhani Hai
Kisi Ki Zimmedaariyan

Channiya Tu Mera Gunahgaar
Tujhe Na Sunai De Aawaaz
When I Am Done Jaane Time Ho 7O5
Dekho Teri Aankho Mai Kaise
Mai De Raha Too Many Lives
Pyar Sayad Nahi Mera Star
Sayad Mai Na Worthy Ho For Lives

Tere Bin, Tere Bin Na, Tere Bin Na
Zabardasti Ye Zindagi
Na Ji Paunga Mai
Tere Bin Na, Tere Bin Na, Aao Na
Aake Bacha Le Is Tanhayi Me
Marjaunga Mai

Click Here To Tere Bina Lyrics in Hindi:-

Video Song of Tere Bina:

More Related Latest Song:
#
DarranChhoo (Title Track)
Bewafa Hi Rahegi
Chaap Tilak
Din Guzara Teri Yaad Mein
Manmaani

Summary

Song: Tere Bina
Singer: Bella
Lyrics: Bella
Music: Bella
Music Label: BellaOfficials

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *